I made this widget at MyFlashFetish.com.

Sunday, March 22, 2009

Yaad hum bhi apko karte hain

Bohat Chup Chup Sey Rehtey Ho…
Na Bantey Hoo, Sanwertey Ho…
Na Koi baat Kartey Ho…
Bharee Mehfil Main Bhi Aksar!
Hamesha Khoye Rehtey Ho…
Udasi Ankh Main Bharr Kar…
Har Ik Chehrey Ko Taktey Ho!
Koi jab Yaad Ata Ha…
To Thandee Aah Bhartey Ho!
To Khul Kar Kyun Nahin Kehtey…
Kisi Sey Pyaar kartey ho ……

Yaad hum bhi apko karte hain,
Yaad app bhi hume karte hain,
Fark sirf itna hain,
Hum yaad ane pe sms karte hain,
Aur aap sms ane pe yaad karte hain.

Aapko bhool jau umar guzarne ki baat hai,
Aap ko naa ho yakin yeh aur baat hai,
Jab tak rahegi saas tab tak rahonge yaad,
Yeh saas tut jaaye to aur baat hai

Neend aankhon main nahin, khwaab kho gaye

Tanha hi the, kuch aur tere bin hum ho gaye

Dil kuch tadap utha, zuban bhi ladkhadai

Teri yaad main do aansu chupke se beh gaye !

Tuesday, January 13, 2009

माँ दा लाडला बिगड़ गया



जिंदगी का राज़ तन्हाई में पा लिया, जिसका भी गम मिला अपना बना लिया!
गम हमारा सुनने को जब मिला न कोई, रखा आइना सामने और ख़ुद को रुला लिया!

हर सुबह आपकी मुशकुराती रहे, हर शाम आपकी गुनगुनाती रहे!
आप जिसे भी मिलो इस तरह से मिलो की हर मिलने वालों को आपकी याद आती रहे!

एक जैसे रिश्ते सारे नहीं होता, कुछ हमारे होकर भी हमारे नही होते !
आपसे रिश्ता रखने के बाद मह्सुश हुआ, कौन कहते है जमीन पर तारे नहीं होते !

फुर्सत मिले तो याद करना, कभी हमारी कमी का एहसास करना !
हमें तो आदत है आपको याद करने की, अगर आपको हिचिकिया आए तो हमें माफ़ करना !

रोएगी आँखे मुस्कुराने  के बाद, आएगी रात दिन ढल जाने के बाद 
ओ जाने वाले मुड़कर देख, शायद मेरी जान निकल जाए तेरे जाने के बाद !

कितना भी चाहो न भूल पाओगे हमें, कितना भी दूर जाओ नजदीक पाओगे हमें!
मिटा सकते हो तो यादें मेरी, क्या सपनो से अलग कर पाओगे हमें!

आँखों में खुशी लबों पर हंशी, गम का कहीं नाम न हो!
जहाँ की साड़ी खुशियाँ मिले आपको,  इन खुशियों की न कभी शाम हो! 

तनहा ख़ुद को कभी होने न देना, आंखों को कभी रोने न देना!
बहुत खाश  है आप हमारे लिए, इस एह्शास को ख़ुद से जुदा होने न देना!

मुहोब्बत करने वालो को इंकार अच्छा नही लगता, दुनिया वालो को इकरार अच्छा नही लगता!
जब तक लड़का- लड़की भाग न जाए, इन सालो को प्यार सच्चा नही लगता!

काश प्यार का इन्सुरेंस हो जाता, प्यार करने से पहले प्रीमियम भरवाया जाता!
प्यार में वफ़ा मिली तो ठीक, वरना बेवाफाओ पर जो खर्चा होता उसका तो क्लेम मिलता!

कभी अजनबी से मिले थे,  फ़िर यूँ ही मिलते चले गये!
हम तो आपको दोस्त बनाने वाले थे,  पर आप तो धड़कन ही बन गये!

Monday, December 29, 2008

Intezaar Aaj Bhi Hai !!!


Ashk beh jaate hain aksar sabhi ki aankhon se,

Main to un ki yaad mein ashkon mein beh gya.

Dost bhi badal gaye ab tere jaane ke baad,

Bas akela main tanhayon ke saath reh gya.

Tere aane ka intezaar ab bhi hai in aankhon ko,

Woh tera hasna tasveer ban kar hi reh gya.

Diya baadlon ne mera saath ta-umar yun hi,

Kabhi roya baras ke to kabhi garaj ke kuch keh gya.

Ashk beh jaate hain aksar sabhi ki aankhon se,

Main to un ki yaad mein ashkon mein beh gya.

New Year Shayari

Ae Naye Saal Bata Tujh Mein Niya Kia Hai?
Har Taraf Khalq Nay Kiun Shor Macha Rakha Hai

Roshni Din Ki Wohi Taron Bhari Raat Wohi
Aaj Hum Ko Nazar Aati Hai Har Baat Wohi

Aasman Badla Hai Afsoos, Na Badli Hai Zameen
Aik Hindsay Ka Badalna Koi Jiddat To Nahi

Aglay Barson Ki Tarah Hongay Qareenay Teray
Kisay Maloom Nahi Barah Mahinay Teray

Junuary, February Or March Mein Paray Sardee
Or April, May, June Mein Hogee Garmee

Tera Mun Dehar Mein Kuch Khoye Ga Kuch Paye Ga
Apni Miyad Basar Karkay Chala Jaye Ga

Tu Naya Hai To Dikha Subah Nayi, Shaam Nayi
Warna In Aankhon Nay Dekhay Hain Naye Saal Kayi

Be-Sabab Daitay Hain Kiun Log Mubarakbadain
Ghaliban Bhool Gaye Waqt Ki Karwi Yaadain

Teri Aamad Say Ghati Umer, Jahan Mein Sub Ki
Faiz Nay Likhi Hai Yeh Nazam Niralay Dhab Ki

New Year Shayari

Old Year Sab se ho raha hai Door
Kya karein yahi hai Kudrat ka Dastoor
Purani Yaadein soch kar Udaas na ho Tum
Naya Saal aaya hai chalo..
DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!


Beet gaya jo saal,Bhul jaayein,
Beet gaya jo saal,Bhul jaayein,
Es Naye Saal ko Gale lagayein,
Karte hai dua hum Rab se sar jhukake...
Es Saal k Sare Sapne pure ho Aapke.
*NAYA SAAL MUBARAK*

Sabke Dilo mein ho sabke liye Pyar,
Aanewala har din laye Khushiyon ka Tyohar,
Es ummid k sath aao bhulke sare Gum,
New Year 2009 ko Hum Sab kare WELCOME

Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne aasma se salam bheja hai, mubarak ho apko naya saal, hum ne advance me ye piagam bheja hai.


Thursday, December 25, 2008

My Shairy

Kal jab mile thhe.

To Dil mein hua ek Sound.

Aur aaj mile to kehte hain.

Your file not found!
-
Jo Muddat se hota aaya hai,

Woh Repeat kar Doonga.

Tu naa mili to apni Zindagi

Ctrl+Alt+Delete kar Doonga.

Shayad mere Pyar ko

Taste karna Bhool gaye.

Dil sey aisa Cut kiya

Ke Paste karna Bhool gaye.

Roz Subha Hum Karte Hain

Pyar se unhe Good Morning.

Woh aise Ghoor ke Dekhti Hain

Jaise 0 Errors aur 5 Warning.

Aisa bhi Nahin Hai ke

I don't like your Face.

Par dil ke Storage mein

No more Disk Space.

Ghar se jab tum Nikaley

Pehen ke Reshmi Gown.

Jaane Kitne Dilon ka

Ho gaya Server Down .

Laakhon Honge Nigaah Mein

Kabhi Mujhe bhi pick karo…

Mere pyaar ke Icon par

Kabhi to Double-Click Karo..

Code Bante hain … Release ka sama hota hai

Aise Mausam mein hi to Bugs Jawaan hota hai

Dil ki Khunnas Manager Jabaan se Nahi kehte

Ye Fasana to Appraisal mein Bayan Hota Hai

Jabse meri Zindagi mein,

Aayi hai ik Female.

Bhool Gaya hai sab Kuchh

Kya Hotmail, Kya Gmail.

Dil se Ek Ishq ki

Application Create kar Raha Hoon.

Pyaar se Debug karna

Mein Wait kar Raha Hoon.

Na koyi Umang hai

Na koyi Tarang hai

Maintenance ke project hai

Bugs Ne Kiya Naak Mai Dum Hai

Main tumhein pyaar kyun karoon,

Tum nahi ho Aish,

Par Jaane Kyon tumhe dekh kar

Mera system Ho Jata hai Crash

Woh Samajhte Hain dil Tod Diya

To hum Dead Hain

Woh Nahin Jaante ki

Is Dil Main aur kitne Thread Hain

Zero track ki mafiq ho gaya hai

Aajkal dil Mera

Uth te hi Curser ki Tarah

Jaban pe Aata hai Naam Tera

Sweet Poems